DHARMA DARSHAN
DHARMA DARSHAN
Couldn't load pickup availability
Dharmik smasaya prachin kal se hi darshniko ke samaksh chunotiyo ke rup me udhati rahi hai. Udahran ke tor per - Eshawar, Aatma, Amrata, Moksh, Prathana, Puja-path, Tarkbudhi, Aastha, Vishvas, Devi-prakasana, Rahasayanubhuti aadi. Yah Pustak en samasyao ka ek boddhik samadhan prastut karne ka prayas karti hai. Eske sath-sath kuch any samasyae, jaise- Dharm kya hai? Kya dharm hi religion hai athva dharm ewm religion me kuch bhedh hai? Dharm, religion ewm aadhyatam ke bich kya sambandh hai? Kya vibhinn dharmo ke bich samanjasy sthapit ho sakta hai? Sarva dharm sambhav kya hai tatha eski sthapana kese sambhav hai? Dharmik parivartan ka aadhar kya hai tatha yah khan tak uchit hai? Dharm ewm vigyan ke bich kya sambandh hai?
Share
